Love shayari - Love shayari sms

Mere aansuon ka har ek katra,
Teri mohabbat ki nishani hai,
Jise tum samjho toh moti hai,

• Har daag, daag nahi hota, har yaar wafadar nahi hota,
Yeh to dil milne ki baat hai, varna saat pheron mein bhi pyar nahi hota.

Zindagi mein gham mile toh mile,
Pyaar unka kabhi kam na mile,
Chahte hai hum unko jitna,
Ki guna pyaar humein unka mile.




• Yaran de sache pyar nu yaad rakhi,
mapian de satkar nu yaad rakhin,
Punjabi sabiachar nu yaad rakhin,
dil de kisi kone which iss nimane yaar nu yaad rakhin.


Kasoor na unka hai na mera,
Hum dono hi rishton ki rasmein nibhate rahe,
Woh dosti ka ehsaas jatate rahe,
Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe.

• Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai,
Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai,
 Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai.

Maine kabhi apna naam iss shairi mein ajmaya nahi,
Karta toh raha tumhe pyaar bus kabhi keh paya nahi.

• Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
milne ki khushi de ya na de bichhadne ka gam zarur de jate hain.




Uske saath se humne har khushi mehsoos ki,
Khush hokar har gam har mushkil door ki,
Uske jaane se ruk gayi hai raftaar jindagi ki,
Yeh aankhon pyaasi hai sirf uske intejar ki.


• Chale gaye ho dur kuch pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye,
 Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap har pal ke liye.

Haseen Titliyon Ko Sataya Nahi Karte
Kabhi Pariyoon Se Dil Lagaya Nahi Karte
Zulm Karte Hain Aksar Yehi Husan Wale
In Ko Chahat Ka Naghma Sunaya Nahi Karte
Tor ...



• Pyar ko mat chhupao, usey zarurat hai jatane ki,
Apni pratibhaon ko mat chupao, unhe zarurat hai badhane ki,
 Ab aur perfume mat lagao, tumhe zarurat hai nahane ki.



Rashte pe chalte hi gaye,
Kahi manzil nazar na aayi,
Jahan par bhi nigaah phehraya,
Waha tum hi tum nazar aayi.

• Meri ankho ko sapne fir dikha gaya koi,
 buzhti sason me mahak fir jaga gaya koi,
 kya ye sachmuch pyar hai,
ya Chutiya fir se bana gaya koi.



• Mombati ke andar ka dhaga bola, Main jalta hoon to tu kyon pighalti hai?
Mombati boli, Jisko dil mein jagah di woh bichade to aansoo to niklenge hi.


Khuda kare har raat chand ban ke aaye,
Din ka ujala shaan ban ke aaye,
Kabhi door na ho aapke chehre se hasi,
Naya din aisa mehaman ban ke aaye.

1 comment: